RUBAIYAAT
1.
Kisi
nazneen ki justajoo karte ho tum
Fida hone ki arzoo rakhte ho tum
Khud ko kabhi aazmaya nahin
Ishque ko aazmane ki zurrat rakhte ho tum.
2. Gar
dunia mein ho, kar kaam dunia k lye
Badi hi sahi, per neki k liye
Aazmaana
hi pare, per khushi k liye.
3. Anjaam zamane ka hum nahin jante
Ishque aazmana hum nahin jante
Mustakbil se rishta nahi hai apna
Hatheli ki lakeer dekhna hum nahin jante.
. 4. Be
dard zamane mein,
dard-mandon ki kadar kya hai
dard-mandon ki kadar kya hai
Kahin
jalee aag hai,
ab shamma ki kadar kya hai
ab shamma ki kadar kya hai
Shamma
ki Ziya se,
roushan kya hai jahan mei Gar shamma bujh jaye,
to dhuyein ki kadar kya hai.
roushan kya hai jahan mei Gar shamma bujh jaye,
to dhuyein ki kadar kya hai.
-----By Ziya Afroz. All rights
reserved.
No comments:
Post a Comment